People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Takee O Takee(New)
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmatwala---2013/Taki-Taki-R
Video: .
taki re taki re taki taki taki re
ae taki ho taki re taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki
ho taki haa taki re taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki
o aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
ab kya rah gaya baki
taki ho taki ha taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki
ae taki ho taki haan taki taki taki re
jab se main aankh me jhanki

bhige bhige hotho se gore gore rang se
lipta rahu mai tere is ang se
ishk hamara bhi ab rang layega
hum jo mile hai to bada maja aayega
ho aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
ab kya rah gaya baki
taki ho taki ho taki taki taki re
jab se main aankh me jhanki
taki ho taki haan taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki

mithi mithi baato se mujhko fasaya hai
tune ye kaisa mera haal banaya hai
mummy tu banegi, mai daddy ban jaunga
ab tere baap ko nana main banauga
aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
ab kya rah gaya baki
taki ho taki ha taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki
hey taki ho taki haan taki taki taki re
jab se main aankh me jhanki
aapas me tak dhin tak dhin ho gaya
ab kya rah gaya baki
taki ho taki ha taki taki taki re
jab se main aankh me jhanki
taki ho taki ha taki taki taki re
jab se tu aankh me jhanki
Naino Mein Sapna(New)
Lyricist: Indeevar
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Himmatwala---2013/Naino-Mein-
Video:
ta thaiya ta thaiya ho o
ta thaiya ta thaiya ho o
naino me sapna, sapno me sajna
sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
naino me sapna, sapno me sajna
sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
kayi albele dekhe, jawani ke rele dekhe
hasino ke mele dekhe dil pe o ho
tuhi chha gaya, tuhi chha gaya
are naino me sapna, sapno me sajni
sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya

ta thaiya ta thaiya ho o
ta thaiya ta thaiya ho o
na mila koi bhi tujhsa maine dekhi har gali
maine chhod a zamana saara main tere sang chali
tan tera khila khila chaman tu jawani ki kali
teri khushboo hi meri saanso me pal pal hai pali
baaho ka sahara mila tera jo ishara mila
mujhe jag saara mila main to ho ho
tujhe paa gaya, tujhe paa gaya
naino me sapna, sapno me sajna
sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya

sun jara anadi sun jara kahe kya meri chudiya
nagin ban ban ke dasti hai mujhko ab ye duriya
duriya ye majburiya hai bas kuchh hi sal ki
leke aaunga tere ghar main to ek din palki
neela gagan hoga sacha bandhan hoga
apna milan hoga man ko ho ho
tuhi bha gaya haa tuhi bha gaya
naino me sapna, sapno me sajna
sajna pe dil aa gaya, kyun sajna pe dil aa gaya
are naino me sapna, sapno me sajni
sajni pe dil aa gaya, ke sajni pe dil aa gaya